Kya ap samajhte hain key ap samne rakha computer mehez ek itafak se ban gaya? jab ap apne computer ki power on kerte ho to iska processor apna kaam start kerta hai. Ye is kadar taqatwar hai ke bhari bharkum operating system ko lamha bhar me load ker leta hai. Is ke graphic card rang brangi aur hangama khez khelein screen per dekhata hai. Is ka web browser dunya me malumat ko chashm-e-zadan screen per dekhata hai .Kya ye tamam chezein khod bakhod ikkhattay ho ker ap ki khidmat me hazir ho gai hai? Tecnology ka ye tal mail bhi itafak hai? jee nahi!bilkul aesa nahi hai. Pechle chand barsoon se baqa-ye-da mansuba bandi ke zarye es bat ka faisla kiya jaraha hai k ek miyari computer me kuch hona chaye.PC ki takhsis ka faisla INTEL aur Microsoft ki sarbrahi mai computer industry ki bari bari companies kerti hai. Ek PC ke leye takhsis (specification) ka aaghaz PC97 se howa. PC ke leye ek miyar teh kerne ka maksad ye tha ke sahe software aur hardware ke imtazaj se aesa PC mutaref keraya jae jo bhar-pur karkerdagi ka muzahira ker sake. 97 mein ki jane wali takhsis me computers ke leye P120 aur P166 processor ka intakhab howa. Ye intakhab kerne wali companies mai Microsoft aur INTEL sar-e-fehrest hain. 1999 ke doran mojoda processor P233 tha. Ab ye dono companies U.S market ke leye PC2001 ka mayar tey ker chuki hai. Is ka final draft may 2000 main release ho chukka hai. Yahan hum jaeza lein gey ke is takhsis me kiya kiya kuch shamil kiya gaya.
PC99 ki takhsis me chand chezoon ko khatam kar dene ki nishan-dahi ki gai thi. Is silsiley mei ISA slot, parallel, series aur games parties hadaf the. 99 ke mayar me in chezon ka ekhtiyari tor per ejazat thi laken ab hone wali takhsis me ye cezein lazmi qarar de di gai hain ke mustaqbil ka PC in ports ke elawa ps/2 ports say bhi mubar-ra hoga. Is tarha purane floppy drivers controller ko bhi khatam kr deya jaye ga. Muta-ba-dil taja-wez ATAPI ki bunyad per bane wali driver ki hai jese supper disk driver aur aese drivers jin ki bunyad USB per hai. Dosri tarafye bhi mayar aissa hai ke preferable devices ko naye conectors key sath laya jae ga. Jis ka sidha sadha matlab ye hai k agle saal ap jo chez kharede gaye inhe purane computer ke sath milana mumken nai hoga ta-hum aisay adopter aaney ka imkan zaror mojood hai jo USB se serial/parallel ke leye rabte ka kaam ker sake gayen. Graphic ke hawale se mayar bohat buland rakha gaya hai. Ek video device ke leye zarori qrar daya gaya hai ke wo dohre buffer ki do jehti 2D screen aur 32bit color me kam se kam display 1024x768 ho jab ke 3D ke leye kam az kam display 16 bit color ke humrah 16 bit z-buffer krar di gai. Ye bhi kaha ja raha hai ke P.C kam az kam 6mega bit rim aur directX se mutabikat rakhne wale display ke sath aye ge. Audio ke miyar ko bhi behter banane ki sa-ei ki gai. Tamam computer lazmi tor per 1KHz.44 aur 48 kilo hertz sound play karnay ke ae-hel hon ge aur is ki tamam device full duplex hon gay is se murad ye hai ke computer input aur output ko back waqt sambhal sake ga. Es hawale se wazahat ki gye hai ke tamaam system kuch makhsos alaat se lays hon ge jese microphone khas tor per is waqt jab ke awaz ko samajhne wale programe istamal hon ge to in chezon ki zarorat barh jaye gi. Mustaqbil ke computers ke hawale se sab se aeham bat ye hai ke ise easy PC ka naam diya gaya hai. Es mei istamal kananda ke leye pehli martaba PC ke setup ko asan banane ke azam ka izhar hai. Es report ke mutala se pata chalta hai ke ek mahir sirf 30min me jab k eek no-amoz 1hour me P.C ka setup kr lay ga aur ek dafa ise rehnumai ki zarorat pare gi.
Easy PC ka bunyadi maksad ye hai ke koi bhi admi mehaz 15min me is ko tyar ker ke chalane ke kabil bana sake. Es silsiley mei her eqdamat ke leye label box diye gaye hain. Qadam ba qadam tasveri andaz me guide kiya gaya hai.mehaz modals ke leye taroon aur connectors ko mukhtalif rang de diye gaye hain.
Ek chez jis ka computer istamal kerne wala intazar ker raha hai aur jo 99 ki takhsis me bhi mojod thi, ye ke istamal kanandah ke leye kam az kam 2 adad USB ports honi chaye. Matlab ye ke ports PC ke samne ki janib ho ta ke istamal-e-kananda ko USB device munsalik kerne me kisi kisim ki perishani na ho jesa ke ab tak chala aata hai ke tamam chezon ke connector computer ki pusht me lagaya jata hai aur baaz awqat chezon ko munsalik kerne me khasi dushwari ka samna kerna perta hai. Es ka matlab ye bhi hai ke mouse aur key board ke elawa 2 adad free USB ports dastiyab honi chaye.
Computer start hote hi pehla amal “power on self test”ka kerta hai jise post kehte hain. new computers ki takhsis me ye bat bhi shamil hain ke post ka doranya kam se kam ho. Naye miyar ke mutabik is ke leye ziyada se ziyada waqt 7 second tey kiya gaya hai. It’s mean computer on honay ke bad sirf 7sec mein post ka amal ker ke operating system load kerna start ker de ga.
Agar aap 2001 ka computer kharidna chahte hain to is silsile me tey hone wale miyar se ba khabar hona zorori hai. Es ki tafsil kuch yon hai.
Standard PC
C.P.U 667 mega Hz speed
Ceshea ram 128K bit
Ram 64mega bit
Windows 2000 ke leye, 128 mega bit
Ports 2 USB
Video video play back, DVI
Storage hard drive, CD ya DVD

https://edufylish.com/
ReplyDeleteWEB DEVELOPMENT & DIGITAL MARKETING SERVICES & TRAINING INSTITUTE IN BANGALORE
Digital Marketing Institute Bangalore, Facilities- Smart class with the help of projector
/Google certified experienced trainers/ back up classes / doubt sessions/ 20% theory & 80% practical sessions / 8:1 student trainer ratio