Step 1: Sab se pehle aap mere blog se Picasa download karen
Step 2: ab os ko install kar den window me
Step 3: now google.com open karen
Step 4: window k end mein change background likha hoga unko click karen
Step:5 Aap screen pe option dekhen ge
1. Public library ( es me public photo rakh sakte hain)
2. From your computer ( es se aap apne pc se pics rakh sakte hain)
3. Your picasa web album ( es se aap ki website ki pics aayi gi)
4. Your recent pics ( es me aap jo pic select karo ge aa jaye gi)
5. No background (background khatm kar sakte hain)
No comments:
Post a Comment