Translate

.

Saturday, 16 June 2012

Create a keyboard shortcut to open a folder

Asalam-o-alikum meray azeez doston,

Aik choti si tip jis ki madad say aap apnay kisi bhi folder ko keyboard ki kisi bhi shortcut key press kar keh open kar saktay hain. 

1) Kisi bhi folder par right-click karain aur SendTo > Desktop ( 
create shortcut)
 par click karain
2) Ab aap yeh jo shortcut aap nay desktop par banaya hay iss par right-click karain aur Properties mein jian 
3) Yahaan par Shortcut Key mein koi bhi key press karain keyboard say aur ok kar dein.

Bus ab aap ko jab bhi yeh folder open karna ho aap woh keyboard ki key press karain, folder open ho giay ga



No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...