Aslam o alaikum aaj mein aap ko aisa software bata raha hoon jis se apne desktop ko 3D jaisa bana sakte hain use karne mein bhi easy hai bas intall karo.
intsall karne k baad aap ko desktop pe ai icon nazar aaye ga BUMP TOP bas unko click karna hai phir aap icon ko drag kar apni manpasand jaga pe rakh sakte hain jis icon ko bara karna hai to unko right click karo 3 option aayenge Shrink es se small hoga Grow es se bara hoga More se bar khul jaye jo aik file ki properties hoti hai band karne k liye desktop pe right click karo aur more mein ja EXIT BUMP UP ko click karo. aur bhi boht function pe desktop pe apni favourite pics desktop pe background ETC..........